Monday, January 5, 2009

main hun...

Jamaane se barha bhulaya hua jikr hun.
Vasl ka yakeen dilata hua hizr hun.

Hain dosti ke darmayan mushkilein bahut.
Tassavur mein darz vo massom fikr hun..

Shaam se shehar mein garm hawa chalti hai.
Tere ik ishaare pe barsu; aisa abr hun..

Yun to khush rehte hain dost sabhi..
Adoo bhi naakhush nahin main vo sabr hun.

Yunhi duaayein karti rahe meri maa.
Uski kubooli duaaon ka shukr hun..

....

2 comments:

Gagan said...

Awaiting for your new creations Do spare sometime from your busy schedule.

Vikas Rana "Fikr" said...

ur best one

i haven't read yet .. strange